Aaja Sajan Aaja Lyrics
Hindi Song Title: Aaja Sajan Aaja
Hindi Movie/Album Name: HEENNA
Singer(s): ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
–CHORUS–
Aaja sajan aaja, aaja sajan aaja – 2
–FEMALE–
Mere achchhe sajan, mere pyaare sajan
Mere bhole sajan, aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja
–FEMALE–
Uthti hai kasak aaja, dil kare dhak dhak aaja
Uthti hai kasak dil kare dhak dhak
Kab hoga milan aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja, aaja sajan aaja
–FEMALE–
Mere achchhe sajan, mere pyaare sajan
Mere bhole sajan, aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja
–FEMALE–
Main to khud aakayi pyaasi hoon – 2
Main kaisi Ram ki ganga hoon – 2
Main to bas naam ki ganga hoon
Meri pyaas bujha aaja, mujhe ganga bana aaja
Meri pyaas bujha mujhe ganga bana
Kar pura vachan aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja, aaja sajan aaja
–FEMALE–
Mere achchhe sajan, mere pyaare sajan
Mere bhole sajan, aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja
Pa ni sa
–FEMALE–
Re ni sa
–CHORUS–
Ga sa pa
–FEMALE–
Ga ma re ga
Jo aise tootke barsa hai, oh
Jo aise tootke barsa hai
Sab kehte hain yeh baadal hai
Baadal nahin
Baadal nahin mera kaajal hai
Yeh bijli nahin meri bindiya kahin – 2
Chamki bairan aaja
Aaja sajan aaja
Mere achchhe sajan, mere pyaare sajan
Mere bhole sajan, aaja
Uthti hai kasak aaja, dil kare dhak dhak aaja
Uthti hai kasak dil kare dhak dhak
Kab hoga milan aaja
–CHORUS–
Aaja sajan aaja, aaja sajan aaja
–FEMALE–
Aah aah aah aah, aaja
Aah aah aaja
Related posts:
- O Sajan O Sajan Lyrics
- Aaja Aaja Main Huin Pyar Tera Lyrics
- Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
- Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
- Aaja maahi mere aaja maahi mere Lyrics
- Aaja aaja o piya aaj maane na jiya Lyrics
- Sajan Re Jhooth Mat Bolo Lyrics
- Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
- Aaja Re Lyrics
- Kya Jaanoon Sajan Lyrics
- Kya Janoon Sajan Lyrics
- ab ke sajan saawan me Lyrics
- Aa Laut Ke Aaja Mere Meet Lyrics
- Sapane mein sajan se do baate Lyrics
- Salonasa sajan he aur me hu Lyrics