Aaja Re Lyrics


Hindi Song Title: Aaja Re
Hindi Movie/Album Name: NOORIE
Singer(s): NITIN MUKESH AND LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
–MALE–
Noorie, Noorie

–FEMALE–
Aaja re, o dilbar jaaniya
(Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re) – 2

–MALE–
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re

–FEMALE–
O, aaja re

–MALE–
O, Noorie, Noorie

(Ujalaa ujalaa narm saveraa
Rooh mein meri jhaanke) – 2
Pyaar se poochhe kaun basaa hai
Tere dil mein aake
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Tu hi aake bataa jaa re

–FEMALE–
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re
O, aaja re

–MALE–
O, Noorie, Noorie

(Dard jagaaye meetha meetha
Armaan jaage jaage) – 2
Pyaar ki pyaasi main deewani
Kuch naa sochoon aage
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Phir se aas bandha jaa re

–MALE–
Aaja re, aaja re o mere dilbar aaja
Dil ki pyaas bujha jaa re

–FEMALE–
O, aaja re

–MALE–
O, Noorie, Noorie

Related posts:

  1. Aaja Sajan Aaja Lyrics
  2. Aaja Aaja Main Huin Pyar Tera Lyrics
  3. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  4. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  5. Aaja maahi mere aaja maahi mere Lyrics
  6. Aaja aaja o piya aaj maane na jiya Lyrics
  7. Mitwa Tu aaja re Lyrics
  8. Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
  9. Aaja Meri Baahon Mein Lyrics
  10. Aaja Ve Saajan Lyrics
  11. Aaja Piya Tohe Pyaar Doon Lyrics
  12. Aaja Ke Intazaar Mein Lyrics
  13. Aaja Meri Barbaad Mohabbat Lyrics
  14. Aaja Re Aa Zara Lyrics
  15. Aaja Gufaon Mein Lyrics