Hindi Song Title: Aaja Re Aa Zara
Hindi Movie/Album Name: LOVE IN TOKYO
Singer(s): MOHD RAFI

Hindi Lyrics:
Aaja re aa zara
Lehra ke aa zara
Aankhon se dil mein samah
Aaja re aa zara…

Dekh fiza mein
rang bhara hai
mere jigar ka
zakhm hara hai

seene se mere
sar ko laga de
haath mein tere
dil ki dava hai

Aaja re aa zara…

Upna sulagna
kisko dikhaaoun
saans ke toofan
kaise chhupaaoun

aankhen kya kya
dekh rahi hain
dil pe ko guzre
kaise bataaoun

Aaja re aa zara…

Tere bhi dil mein
aag lagi hai
mere bhi dil mein
aag lagi hai

Dono taraf hai
ek si haalat
dono dilon par
bijli giri hai

Aaja re aa zara
Lehra ke aa zara
Aankhon se dil mein samah
Aaja re aa zara…

Related posts:

  1. Zara zara bahekta hai Lyrics
  2. Zara zara bahekta hai Lyrics
  3. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  4. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  5. Paas voh aane lage zara zara Lyrics
  6. Aaja aaja o piya aaj maane na jiya Lyrics
  7. Aaja Aaja Main Huin Pyar Tera Lyrics
  8. Aaja Sajan Aaja Lyrics
  9. Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
  10. Aaja maahi mere aaja maahi mere Lyrics
  11. Zara Dekh Mera Deewanapan Lyrics
  12. Aaja Re Lyrics
  13. Aaja Shaam Hone Aayi Lyrics
  14. Aye Husn Zara Jaag Lyrics
  15. Thehro Zara Lyrics