Hindi Song Title: Aaja Meri Barbaad Mohabbat
Hindi Movie/Album Name: ANMOL GHADI
Singer(s): NOOR JEHAN

Hindi Lyrics:
(Aaja aaja, aaja meri barbaad mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigdi hui taqdeer sanvaare) -2

(Aaye bhi na the khushk hue aankhon mein aansoo
Haye aankhon mein aansoo) -2
Nikle bhi na the lut gaye armaan bechaare
Hai kaun jo bigdi hui taqdeer sanvaare

(Anjaam-e-mohabbat hamein maaloom hai lekin
Hamein maaloom hai lekin) -2
Lete hain tere gham mein ummeedon ke sahaare
Hai kaun jo bigdi hui taqdeer sanvaare

(Tha dil ko faqat teri, mohabbat ka sahaara
Mohabbat ka sahaara) -2
Hamne isi ummeed pe din apne guzaare
Hai kaun jo bigdi hui taqdeer sanvaare

Aaja aaja, aaja meri barbaad mohabbat ke sahaare
Hai kaun jo bigdi hui taqdeer sanvaare

Related posts:

  1. Barbaad-e-mohabbat Ki Dua Lyrics
  2. Aaja Meri Baahon Mein Lyrics
  3. Aaja Aaja Main Huin Pyar Tera Lyrics
  4. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  5. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  6. Aaja Sajan Aaja Lyrics
  7. Aaja aaja o piya aaj maane na jiya Lyrics
  8. Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
  9. Ab Ghar Aaja Lyrics
  10. Aaja Re Lyrics
  11. Aaja maahi mere aaja maahi mere Lyrics
  12. Mohabbat Ne Mohabbat Ko Lyrics
  13. Mujhe Teri Mohabbat Ka Lyrics
  14. Aaja Ve Saajan Lyrics
  15. Aaja Gufaon Mein Lyrics