Hindi Song Title: Aaja Aaja Sapno Mein
Hindi Movie/Album Name: SUNO SASURJEE
Singer(s): JASPINDER

Hindi Lyrics:
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja
Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja

Aaj Kal Raat Bhar Neend Aati Nahin
Ek Pal Bhi Teri Yaad Jaati Nahin
Mujhpe Tere Pyaar Ka Chaane Laga Hai Nasha
Mujhpe Tere Pyaar Ka Chaane Laga Hai Nasha
Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja

Khushboo Ki Tarah Kyon Mehekne Lagi
Soch Ke Hi Tujhe Main Behekne Lagi
Mujhko Nahin Hai Pata Na Jaane Kya Ho Gaya
Mujhko Nahin Hai Pata Na Jaane Kya Ho Gaya
Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja
Dil Bada Bekarar Hai Ab Tera Intezar Hai
Aaja Aaja Sapno Mein Aane Wale Aaja

Related posts:

  1. Aaja Aaja Sapno Mein Lyrics
  2. Sapno Mein Lyrics
  3. Aaja Aaja Main Huin Pyar Tera Lyrics
  4. Aaja Gufaon Mein Lyrics
  5. Aaja Ke Intazaar Mein Lyrics
  6. Phaili Hui Hai Sapno Ki Baahen Lyrics
  7. Aaja Meri Baahon Mein Lyrics
  8. Aaja Sajan Aaja Lyrics
  9. Aaja sanam madhur chandni mein hum Lyrics
  10. Aaja Piya Aaja Piya Aaja Piya Lyrics
  11. Aaja aaja o piya aaj maane na jiya Lyrics
  12. Mere Sapno Ki rani Lyrics
  13. Aaja maahi mere aaja maahi mere Lyrics
  14. Aaja Re Lyrics
  15. Aaja Ve Saajan Lyrics