Aaj mere man main sakhi Lyrics


Hindi Song Title: Aaj mere man main sakhi
Hindi Movie/Album Name: AAN
Singer(s): LATA MANGESHKAR

Hindi Lyrics:
aa haa haa…
aaj mere man mein sakhii baansurii bajaae koii
aaj mere man mein…
aaj mere man mein sakhii baansurii bajaae koii
pyaar bhare giit sakhii baar-baar gaa_e koii
baansurii bajaae…
baansurii bajaae, sakhii gaa_e sakhii re, koii chhailavaa ho
koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho
rang merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
rang merii javaanii kaa ki_e jhuumataa ghar aayaa hai saavan
aa haa haa…
ho sakhii, ho re sakhii, aayaa hai saavan
mere nainon mein hai saajan

in uundii ghataaon mein, havaaon mein sakhii, naache meraa man
ho sakhii, naache meraa man
ho aangan mein saavan man-bhaavan ho jii
ho, in uundii ghataaon mein, havaaon mein sakhii, naache meraa man
lallaa laalaa laa laalaa
dil ke hindole pe mohe jhuule na jhulaae koii
pyaar bhare giit sakhii, baar-baar gaa_e koii
baansurii bajaae sakhii gaae sakhii re
koii chhailavaa ho
koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho

kahataa hai ishaaron men koii
aa mohe ambu_aa ke tale mil
bhalaa vo kaun hai ghaayal
kahataa hai ishaaron mein koii
aa mohe ambu_aa ke tale mil
main naam na luun
aaj lage laaj sakhii dhadake meraa dil ho sakhii dhadake meraa dil
ho aangan mein saavan man-bhaavan ho jii
ho, main naam na luun
aaj lage laaj sakhii dhadake meraa dil ho sakhii dhadake meraa dil
lallaa laalaa laa laalaa
taar pe jiivan ke madhur raaginii sunaae koii
pyaar bhare giit sakhii baar-baar gaa_e koii
baansurii bajaae sakhii gaae sakhii re
koii chhailavaa ho
koii alabelavaa ho, koii chhailavaa ho

Related posts:

  1. Sun Ri Sakhi Meri Lyrics
  2. Mere Haathon Main Nau Nau Chudiyaa Hai Lyrics
  3. Mere dil main tu hi tu hai Lyrics
  4. Mere Naina Sawan Bhado Lyrics
  5. Mere Sir Pe Dupatta Mere Yaar Ka Lyrics
  6. Ahesaan Mere Dil Pe Lyrics
  7. Mere Mituwa Mere Geet Re Lyrics
  8. Yaar Mere Yaara Mere Lyrics
  9. Mere Mehboob Mere Sanam Lyrics
  10. Mere Dushman Mere Bhai Lyrics
  11. Ishq Main Pyar Main Lyrics
  12. Main bewafa main bekadar Lyrics
  13. Ek To Jo Main Lyrics
  14. Main Thi Main Hoon Lyrics
  15. Mere Naal Mere Naal Lyrics