Hindi Song Title: Aaj Hamne, Aapke Liye
Hindi Movie/Album Name: DIL PARDESI HO GAYA
Singer(s): SUDESH BHOSLE AND PREETI

Hindi Lyrics:
Good Morning Good Morning Good Morning
Very Very Good Very Good Morning

Aaj Hamne, Aapke Liye
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Daavat Hai Hamko Qabool
Kahiye Kyaa Kyaa Banaayaa Hai

Chaliye Tashreef To Rakhiye
Chaliye Chaliye Tashreef To Rakhiye
Mohabbat Ki Kursi Par
Thank You
Breakfast Sajaayaa Hai Khushiyon Ki Table Par
La La La La La La La La La La La La La La
La La La La La La La La La La La La La La La La La
Ye Pyaar Ki Plate Hai Jis Mein Taazaa Taazaa Omolet Hai
Toast Pe Lagaayaa Hai Makkhan Jaise Baaton Kaa
Ehtaraam Karte Hain Ham Aapke Jazbaaton Kaa
Aaj Hamne Aapke Liye
Special Breakfast Banaayaa Hai
Shukriyaa Aapkaa Huzoor Ehsaaan Farmaayaa Hai

La La La La La La La La La La La La La La
Mamtaa Ke Is Glass Mein
Mamtaa Ke Is Glass Mein Garam Garam Hai Doodh
How Sweet!
Chain-O-Aman Ke Jaar Mein Fresh Fresh Hai Juice
Qudrat Ke Baagon Se Ham Fruits Lekar Aayen Hain
Gulshan Se Vafaaon Ke Ham Phool Chunkar Laayen Hain
La La La La La La La La La La La La La La La La
Ye Karam Hai Allaah Kaa
Aur Aapki Duaaon Kaa
Ye Karam Hai Allaah Kaa
Aur Aapki Duaaon Kaa
Bismillaah Keejiye
La La La La La La La
Aji Bismillaah Keejiye
La La La La La La La La La La La

Related posts:

  1. Hum Aapke Hain Kaun Lyrics
  2. Hamara Dil Aapke Paas Hai Lyrics
  3. Aankhon Mein Hamne Aap Ke Lyrics
  4. Tujhe rab ne banaayaa kis liye Lyrics
  5. Hamne jafa na seekhi Lyrics
  6. Aapke kamre mein koi rehta hai Lyrics
  7. Aapke Bheege Hue Jism Se Lyrics
  8. Tere Liye, Tere Liye Lyrics
  9. Na Tu Zameen Ke Liye Lyrics
  10. Jeenaa Hai Kis Liye Lyrics
  11. Tere Liye Lyrics
  12. Jeena Sirf Merre Liye Lyrics
  13. Hamsafar Ke Liye Lyrics
  14. Jo Main Jaanti Un Ke Liye Lyrics
  15. Ishq hota nahin sabhi ke liye Lyrics